Latest Whatsapp Status in Hindi

So, here we bring you the best and latest whatsapp status in hindi, I hope you will enjoy these beautiful quotes and don't forget to share these quotes with your friends, family and loved ones.
Some of the best and lateset whatsapp status in hindi are listed below.


Latest Whatsapp Status in Hindi

  • Insan ki asal mout tab hoti hai jab wo kisse ke dil aur dua se nikal jaata hai.
  • Jo toot kar chah sakta hai, wo behisab rula bhi sakta hai.
  • Aissi koi jawani nahi, jiski koi kahani nahi.
  • Jab tak tere paas paisa hai, tab tak duniya bolegi, "bhai tu kaisa hai".
  • Waqt kehta hai ke fir nahi aaunga, teri aankhon ko ab naa rulaouga, jeena hai to iss pal ko jee ley, shayad main kal tak ruk naa paunga.
  • Lag gayi naa nazar tumko, kaha tha naa aaina mat dekhna.
  • Ye zindgi hasin hoti he, Chahne se to har dua qabul hoti h, Kehne ko to sb apne h, Par kash koi aisa ho jo kahe, Tere Dard Se Muje Takleef Hoti H.
  • Kab se, Tab se, Kab tak, Tujh se, Tujh pe, Tujh Tak.
  • Ae dil kahi le chal tera bada karam hoga, Na hum honge na koi gam hoga, Unko takleef hoti hai meri mohbbat se, Hum hi na honge to unka thoda dard to kam hoga
  • Aye zindagi bta tu meri kya lagti h, Kabhi raazi to kbhi khafa lagti h, Itna dard diya h tune mere seene mein, Saans bhi leta hu to zakhmo ko hawa lagti h..
  • Meetha sa nasha tha, uski jhoothi baato me, Waqt guzarta gaya aur ham aadi ho gaye.
  • Dilasa Dete Hain Log, Ki Yun Har Waqt Na Roya Karo…Main Kaise Bataun Ke Kuch Dard Sehne Ke Qabil Nahi Hote
  • Tu ishq ki koi Dusri nishani de Mujhe, Ye aansoo to roj Girkar sookh jate Hain
  • Rishton Ki Baatein Bas Dil Tak Rakhna, Dimag Chaalak Hai, Hisaab Lagayega.
  • Thokar khaate hain aur muskurate hain, Iss dil ko sabra karna sikhata hain, Hum to dard lekar b logon ko yaad karte h, Aur log dard dekar b bhool jate hain.
  • DiL Me Har Baat Aaj Bhi Wahi Hai, Zahir Hai Tujhpe Mera Haq Nahi Hai, Dekhte Dekhte Yu Manzar Badal Gaya, Tu Mera Hokar Bhi Mera Nahi Hai.
  • Kisi k dil ka drd kisne dekha h, Jisne dekha h sirf chehra dekha h, Dard to tb hota h jb koi apna hi humko na samjhe, Gairo k samne to humne sirf hasna sikha h.

  • Wo Jaha Aakhri Saans Raha Karti Hai, Maine Chupchaap Tumhein Rakh Liya Hai Wahi Pe Kahi.
  • Jaan lene pe tule hai dono meri, Ishq haar nahi manta, dil baat nahi manta.
  • Mai apni mohabbat me, bacho ki tarah hu, jo mera hai bas mera hai, kissi aur ko kyu du
  • Usne kaha bhool jao mujhe, hamne keh diya, kaun ho tum.
  • Naa hindu bura hai, naa musalmaan bura hai, Jo burayi par utar aaye wo insaan bura hai.
  • Jab kahi pe kuch nahi tha wahi tha, wahi tha.
  • Mehfil me baat chali jab wafa ki, mere sanam muh fer kar jaane lage.
  • Tere shehar ka mausam bada suhana lage, Ek shaam chura lun agar tujhe bura na lage.
  • Ban jaate hain Afsaane ho jaati hai siyaasat, Ammi Na mujhe dena tum gosht khaane ko.
  • Tumhare bas me ho to bhool jao hame, tumhe bhulane me mujhe shayad zamana lage.
  • Ab To Neend Mein Bhi Aankhon Se Aansu Nikal Jaate Hai, Khwaab Mein Milne Wale Khwaab Mein Hi Bichadh Jaate Hai.
  • Insan ko insan dhokha nahi deta, balki wo umeede dhokha de jaati hai, jo wo dusro se rakhta hai.
  • Aansuo ke girne ki aahat nahi hoti, Dil ke tootne ki awaaz nahi hoti, Agar hota khuda ko ehsaas dard ka, to use dard dene ki Aadat nahi hoti..
  • Zindagi hai nadan isi liye chup hoon. Dard hi dard subah shaam isliye chup hu. Keh du jamane se dastan apni usme, Ayega tera nam isliye chup hu.
  • Sirf “MOHABBAT” Hi Nahi Duniya Me, Jo “DARD” Ke Liye Zimmedaar Hai, Kambakht “DOSTI” Bhi Bahut Takleef Deti Hai, Agar “DIL” Se Ho jaye to.
  • Na wo aa sake na hum kabhi ja sake, na dard dil ka kisi ko suna sake, bus khamosh baithe hain unki yaado mein, na usne yaad kiya na hum use bhula sake
  • Ek Dard Mujhe jine Nhi Deta, Dil Sabar Kar jata Hai Mujhe Rone Nahi Deta, Main Unki Hun Ye Raaz To Wo Jaan Gaye, Par Wo Kiske Hain Ye Sawal Mujhe Sone Nhi Deta.
  • Har Lafz me Matlab Hota Hai, Har Matlab me Fark Hota Hai, Sab Kehte Hai ke Hum Haste Bahut Hai, Lekin Hasne Walon ke DiL me Hi DARD Hota Hai.
First